Back to verticalWatch for free
Ek Anjaan Ladki Ne Arjun Ki Neend Chura Li
- Creator
- Sunshine Story World
- Duration
- 0:30
- Original language
- Original language: Hindi
Notebook wapas dene ke baad Arjun ghar toh aa gaya, lekin uska dil aur dimaag ab bhi us anjaan ladki mein uljha hua tha. Har pal uski muskaan yaad aati hai... Har khayal usi tak jaakar ruk jaata hai... Kya ye sirf ek mulaqat ka asar hai? Ya kisi nayi kahani ki shuruaat?


