Film
Achar Bechne Wali Gareeb Larki Aakhir Ameer Ghar Ki Bahu Kaise Bani?: Pakistani Family Drama
Aik ghareeb achar bechne wali larki Areeba apni beemar maa ka ilaaj karwane ke liye ghar ka bana hua achar bechti hai. Ek din uska achar ek bohat ameer khandan ke ghar tak pohanchta hai, jahan uski mulaqat Hamza Khan se hoti hai. Areeba ki saadgi aur mehnat Hamza ko pasand aane lagti hai, lekin Hamza ka khandan uski ghurbat ko uski sab se bari kami samajhta hai.
Watch film