Film
Unwanted Marriage: Kya Maya Aur Karan Phir Ek Ho Gaye?: Finale
Unwanted Marriage – The Finale Kya Maya aur Karan phir ek ho gaye? Maya aur Karan ki kahani apne aakhiri mod par pahunch chuki hai. Nafrat se shuru hua ye rishta kab pyaar mein badal gaya, shayad dono ko khud bhi pata nahi chala. Galatfahmiyon, judaai, jealousy, dard aur adhure pyaar ke baad… ab Karan Maya ke saamne apne dil ki baat kehne wala hai.
Watch film